Subscribe via Email




Lyrics Song - Humshakals - 1 Callertune, 2 Piya Ke Bazaar Mein, 3 Look Into My Eyes, 4 Khol De Dil Ki Khidk - First Look - Movie Review

=>




This Post Contains Lyrics For The Song - " 1 Callertune, 2 Piya Ke Bazaar Mein, 3 Look Into My Eyes, 4 Khol De Dil Ki Khidk " From The Movie - " Humshakals " . It's a very melodious song and I just love the way it's composed.


========================================================================
Movie - Humshakals
Actor / Actress -Saif Ali Khan, Tamannaah Bhatia, Riteish Deshmukh, Ram Kapoor, Bipasha Basu, Esha Gupta
Singer - Shafqat Amanat Ali Khan, Nikhil D'souza, Arijit Dutta, Swaroop Khan, Ishq Bector
Music - Himesh Reshammiya
Lyrics -  Mayur Puri, Sameer and Shabbir Ahmed
========================================================================


Sajid Khan - Humshakals - Saif Ali Khan, Tamannaah Bhatia, Riteish Deshmukh, Ram Kapoor, Bipasha Basu, Esha Gupta


========================================================================
Song - Callertune - Lyrics
========================================================================

Humshakals - Saif Ali Khan, Tamannaah Bhatia

Caller tune baby
Caller tune baby
Caller tune baby
Caller tune

Mujhe apni bana le caller tune soniye
Everytime i see you i’m over the moon soniye
Tujhe chaahun summer winter monsoon soniye
Tujhsa haseen maine dekha hi nahi
Teri har ek adaa mein koi jaadu hai
Tere chehre ka noor mujhe deta hai suroor
Mera hosh mein bhi dil bekaabu hai
Tu mera hai nasha
Tu mera hai junoon

Caller tune baby
Caller tune baby
Caller tune baby
Callertune

Mujhe apni bana le caller tune soniye
Mujhko hi rakhna nigahon mein panaahon mein
You ma deewanapan kuch hai teri adaaon mein
Tere chehre se nahi hat’ti meri nazar
Jeena hai marna hai ab teri hi baahon mein

All day all night main sang tere rahun
Kahe jo tu main kahoon yeh armaan hai
Tere liye bas jiyun aur marun
Tu meri zindagi tu hi meri jaan hai

Tujh sa haseen maine dekha hi nahi
Teri har ik ada mein koi jaadu hai
Tere chehre ka noor mujhe deta hai suroor
Mera hosh mein bhi dil bekaabu hai
Tu mera hai nasha
Tu mera hai junoon

Caller tune baby
Caallerrtune
Mujhe apni bana le caller tune soniye


=======================================================================
Song - Piya Ke Bazaar Mein - Lyrics
=======================================================================


Tamannaah, Esha, Bipasha - Humshakals


Bye god teri sewa karenge
O meri billo rani
Bye god badi hit rahegi
Teri meri prem kahani
Bye god mere liye tu aaja
Aaja re aaja re aaja re aaja
Bye god dil tod ke na ja
Na ja re na ja re na ja re na ja
Aise kaise main doon dil tujhko yaar
Badha mehenga padhega ye mera pyaar
Ja re ja ja

Aaja aaja aaja aaja piya ke bazaar mein
Aaja aaja o aaja aaja piya ke bazaar mein
Aaja aaja

Kyun afsaane naye roz tu ye jaan kare
Kyun chain ko tera yahan barbaad kare
Mera chain hai tu sukoon bhi tu
Shaam hote hi ye dil teri gali aan kare
Aise kaise main du dil tujhko yaar
Badha mehenga padhega ye mera pyaar
Ja re ja ja

Aaja aaja aaja aaja piya ke bazaar mein
Aaja aaja o aaja aaja piya ke bazaar mein
Aaja aaja

Scooty nahi toh car se aaja
Saat samundar paar se aaja
Dil ye pukaare tu pyaar se aaja
Aaja re aaja re aa


=======================================================================
Song - Look Into My Eyes - Lyrics
=======================================================================


Saif Ali Khan, Tamannaah - Humshakals


Just look into my eyes
I’ve never felt so right
Khataayein saari raakh hone do
Wo oo howo oo ho

You’re mine for tonight
Say it in black & white
Nasheele jazbaat hone do
Wo oo ho
Wo oo ho

Yeh dil huaa faraar

>Poochho na mere yaar
Jo hota hai hone do
Wo oo howo oo ho

Masti chadhi hai mere manchale khayalon pe
Jee chahe de du main nishani tere gaalon pe

Ab mere armaan nahin mere kaabu mein
Bandishein koi na lagaa paaye dilwalon pe

Just look into my eyes
I’ve never felt so right
Khataayein saari raakh hone do
Wo oo hoo o ho

Yeh dil huaa faraar
Poochho na mere yaar
Jo hota hai hone do
O o hoo o ho



=======================================================================
Song - Khol De Dil Ki Khidk - Lyrics
=======================================================================


Saif Ali Khan, Tamannaah Bhatia - Humshakals


Ho dekh rahe hain din mein taare

Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more

Ho dekh rahe hain din mein taare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more

Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door

Ho dekh rahe hain din mein taare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi dil yeh maange more
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door

Tere iraade hain bade hi shaitani
Not available hai meri ye jawaani
Naazuk hasina main hoon chhedo na mujhe tum
Pal do pal ki hai teri meri yeh kahaani
Neeyat main teri jaanu rag-rag teri pehchaanu
Tu chaahe jo bhi karle baate main na teri maanu

Dil ka yeh guitar pukaare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi yeh dil maange more
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door

Aashiq awaara hai tu galiyon mein ye shor hai
Kahin nigaahein aur nishana kahin aur hai
Ja ja yahaan teri daal na galegi
Beimaani aankhon mein hai tere
Mann mein tere chor hai
Main pariyon ki shehzaadi
Pyaari mujhko aazaadi
O mere pappu pyaare tu hai definite barbaadi

Pyaar ke bhopu baj gaye saare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi yeh dil maange more
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door

Ho dekh rahe hain din mein tare
Jolly hain armaan humaare
Bas tujhko hi yeh dil maange more
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door
Khol de dil ki khidki
Khol de dil ka door door door door


========================================================================
Movie / Picture / Film - Filmistaan
Director / Directed by - Sajid Khan
Producer / Produced by - Vashu Bhagnani
Screenplay by - 
Writter / Written by - Farhad, Sajid Khan
Cinematography by - Subhransu Das
Editing by - Rameshwar S. Bhagat
Studio - Fox Star Studios
Distributed by - Pooja Entertainment India Ltd.
Country - India
Language - Hindi     ========================================================================



Labels: , , , , , , , ,

Subscribe via Email

Leave A Comment:

Disclaimer: The Film, Lyric, Music, Guitar Tabs Chords etc. are copyrighted and sole property of their respective owners. The lyric and its Guitar Chords Tabs are posted for the purpose of education and training only.

Cricket Score 1

Cricket Score 2

G4L +Analytics

TheGuitar +Analytics

Related Posts with Thumbnails